Breaking News

Tinku Pinku funny hindi joke



Tinku ka ghoda kho gaya tha aur waha bahut khush tha
Pinku: arey, tumhara ghoda kho gaya hai aur tum khush ho? kyu?
Tinku: main is liye khush hoon ke jab vo kho gaya to main uske sath nahi tha. hota to main bhi kho jata na!!!

Police: aapki car ki accident kaise hua?
Tinku: woh to mujhe bhi pata nahi hai sir. tab main so rahaa tha?



pappa: mummy kyu chup baithi hai?
Tinku: kuch nahi, mummy ne lipstick mangi thi, lekin maine fevistick de diya


Tinku: waiter, ek coffee lana. kitna hai?
Waiter: 50 Rs.
Tinku: samnewaali dukhaan main to 50 ps hai
Waiter: woh xerox dukhan hai sir

Tinku ki girlfriend: Ab hame jaldi shadi kar leni chahiye.
Tinku: achcha... lekin hamse shadi karega koun?


Pinku: Santa, itna udhaas kyu baita hai?
Tinku: yaar betting mein maine 2000 gavaa diyaa :-(
Pinku: kaise?
Tinku: India pe 1000 rupaiye ka bet lagaya tha aur India ne match haar gaya
Pinku: lekin 2000 kaise?
Tinku: aaj us match ka highlights daale. India pe ummeed rakh ke phir 1000 dala tha.


Pappa: sunitha ko dekho, 1st class mein pass ke hai.
Tinku: han, use dekhta raha to isiliye main fail ho gaya