Breaking News

Jaat ki khir ar baniya haryanvi chutkula



Aap ke liye laya hun apni mati ki khusbu liye chopal ki charcha or Hansi makhol, padho, hanso or Share Jarur kro Dosto  (I love My India, I love My Haryana)............


jat ki khir ar baniya


ek baniya,ek jat sath raha karte. ek din plan banaya ki aaj kheer banawange. 
Bdhiya  kheer banai badam kaju dal ke. wa bangi kuch thodi, to donu ke man main beyimani agi.

 ladayi bi hogi fir ek faisla huya ki kheer kal subah wo khayega jisko badhiya sapna dikhega. donu so gaye. 

baniya der tak sochta raha ke kuch jhut bolna pdega , bdhiya sa sapna sochloo. subhai baniya ne apna redimade sapna suniya diya ki main to surag main chala gaya etc. 

fir jat ke sunavan ki baree ayi. jat bolya ki bhai ke batau ratt sapne main hanuman ji agay aur mujhe tha ke bolya ki ya sari kheer kha, mane to usko na bhee bhateri  kari per bhai meri  uper gadha le khada  ho liya, pher main ke karta. sari kheer khani padi.