Breaking News

Ek padosan Ne Sunita Se Kaha

Ek aadmi:-kyon bachche yeh gend tumhari hai?
Bachcha:- uncle kya isse koi sheesha toota hai?
Aadmi:-nahin to..
bachcha:- haan to phir meri hai.






Pahli ladki:- maine faisla kiya hai jab tak main 25 saal ki nahin ho jaati main shaadi nahin karungi.
Doosri ladki:-aur maine faisla kiya hai jab tak main shaadi nahin kar leti 25 ki nahin houngi.






Ek padosan Ne Sunita Se Kaha:- are sunita gajab Ho Gaya.
dekh to Pados Ki do Auraten teri Saas ki pitaai kar Rahi Hain.
Sunita padosan Ke Sath chat per Aayi Aur chhupkar pitaai Dekhane Lagi.







Ek aalsi se uske dost ne kaha:-

 suna hai tum faoj main bharti hone ja rahe ho.
Aalsi Dost:-are nahin,mujhe to ye bhi nahin pata ki badook ka muh kidhar karna hai?
Pehla dost:-koi baat nahin, kahin bhi rakhoge, desh ka bhala hi hoga.